Different between Security and Total Security

Different between Security and Total Security Antivirus

Different between Security and Total Security , both type of antivirus is proctors our laptop when we are brousing a internate page or website and data transfers.

What is This

सबसे पहले मै आपको बताना चाहता हूं कि security and Total Security  में अंतर क्या होता है?
तो दोस्तो जैसा की नाम से ही पता चलता है कि Total security इसका मतलब जब आप अपने लैपटॉप में टोटल security wala  Antivirus install karenge to aapka laptop puri tarah se secure ho jata hai usme virus aane ka khatra bilkul khatam ho jata hai ye aapke laptop ko puri tarh se security deta hai net se lekar data transfer tak  और sirf security vala antivirus apke laptop me kuchh hi jagah security deta hai aur viruses ko laptop me aane se rokta lekin aapka laptop puri tarah se secure nahi hota hai jab aap internate chalate hai to yah virus ko nahi rok pata hai .
● agar aap laptop ka use student way se karte hai to app ko total security install karne ki jarurt nahi hai chuki aap laptop ka use kam karte hai isliye aap sift normal  security wala antivirus install kijiye .

Free Antivirus

 Kuchh company apne product ke pramotion ke liye customers ko free me one month ke liye provide karata hai  lekin free antivirus ke sare  option vaise hi honge jaisa aap paisa dekare khareedte hai lekin yah virus ko sahi se  remove nahi  karta hai.
● total security me antivirus apako pro features mil jate hai but normal security me aapko limited option hi milate hai.
● chahe aap isko offline khareede chahe aap isko online khareede aapko matalab hota hai sirf iske product key se , online email delivery me aapke email par product key send kar dete aur aap use install kar lete hai
● email delivery me aapko product kuchh sasta padta hai offline ya online marketing se .

◆◆ mai aapko kuchh antivirus company ke baare me batane ja raha hu jo shayad aapko pashand aaye


Quick Heal

Different between Security and Total Security



Quick Heal antivirus aapko total aur normal security dono provide karata hai iska total security pro version sabse achchha hota hai isme full laptop scaning and memory card scan karke virus ko remove karta hai.

McAfee

McAfee antivirus aapko akshar dekhane ko mil jata hai jab aap laptop khareedte hai to useme pahle se mcafee ka antivirus mil jata hai yah anti virus bhi kabhi achchha hota hai.

NPAV

 NPAV antivirus jyadatar shop worker hi use karate hai  kyoki isko ekbar update karane se lagbhg 1week tak without update ke ki aap laptop ko use kar sakte hai aur yah virus ko control karta hai.

My Opinions

Different between Security and Total Security Antivirus ? Agar aap laptop ka use shop ya office work ke liye use karte hai to aap ko total security wala use karna krana chahiye 
Previous
Next Post »

2 comments

Click here for comments

Ads